Surat Lab Grownby DU GEMOLOGY

Sirf jewellery professionals ke liye · CVD lab grown

Surat ke rate par lab grown diamonds — seedhe aapke ghar tak.

CVD lab grown loose diamonds — chalni-wise, quality-wise, jitna chahiye utna.

ya WhatsApp par baat kariye →

Kyun Surat Lab Grown?

Jeweller ke kaam ki har baat, ek jagah

Chalni-wise, quality-wise

Jitni chalni aur jitne pieces chahiye, utne hi lijiye.

Packet wala rate

Chhote order par bhi bade packet jaisa bhav.

Koi minimum order nahi

Chhota order bhi chalega.

Pehle tol, phir payment

Maal tol kar asli weight batate hain, uske baad hi payment.

Courier + insurance delivery

Pura Bharat — aapke ghar / dukaan tak.

Solitaire bhi

Single stones bhi milte hain.

Order kaise hota hai

Sirf 4 kadam

  1. 1

    Account ke liye apply

    Mobile number aur firm ki details bhariye. Hamari team account approve karti hai.

  2. 2

    Chalni chun kar order

    Rate list mein chalni ke saamne pieces bhariye aur order bhej dijiye.

  3. 3

    Payment

    Final amount aane ke baad UPI ya bank transfer se.

  4. 4

    Courier se delivery

    Insurance ke saath, tracking number ke saath — pura Bharat.

Order, payment, delivery aur return ke poore niyam: Niyam padhiye

Sampark

Koi sawal? Seedha baat kariye.